khamosi me jo sunoge wo awaz hamari hogi,
jindagi bhar saath rahe wo wafa hamari hogi,
duniya ki har khushi ek din tumhari hogi kyon ki
in sab ke pichhe duaa hamari hogi….
kehte hain ke jab koi kisiko bahut yaad karta hai to ek
tara toot ke girta hai,
ek din sara asman khali ho jayega aurilzaam hamare sar aayega.